Ek din kabhi na sukhne waale pedh ki,
Daal se ek sukha hua patta aake gira.
Uss patte ko dekh ke ye samajh aaya ...
Ki jo pedh sari pareshaaniyon ko jhelta hai,
Haanste hue usske aandar kitna dard bhara hai.
Uss suke hue patte ko maine apne diary ke panne me dawaya...
Aankhe nam thi meri,
Pr socha aagar main kamzoor padh gya....
To vo pedh bhi kamzoor padh jaaye ga ,
Kitna ajeeb hai na jo pedh saare din
Dhoop se hamme bachata hai,
Vo bhi dhoop jhelta hai, sare din
Baas jaab maine pedh ke baare mein soochna shuru kiya....
Taab uss sukhe patte ko diarybke panne mein dabadiya.....
-Anjaan